Ramzan Ul Mubarak

Ramzan Ul Mubarak Free App

Rated 0.00/5 (0) —  Free Android application by islamicappstudio

Advertisements

About Ramzan Ul Mubarak

Muslman kay lye ramzan ul mubarak khas mahena hai. mah e ramzan rehmton ka mahina hai. ramzan special recipes in urdu for man and woman. ramzan pakistan raspies urdu. allah live wallpaper nice desigen. baby games, english to urdu dictionary free.
Yeh azmat o barkat wala mahina khuda ki khasoosi enayat aur rehmaton ka mahinah hai. Shaban ki aakhri tareekh ko nabi (S.A) ne ramzan ki khush khabri dete huye farmaya logo ! Tum par aik buhat azmat o barkat wala mahina sayah fugan hone wala hai. Yeh woh mahinah hai jis mein aik raat hazar mahinon se behtar hai. Khuda ne is mahine key roze farz qarar diye hain aur qayam lail(masnoon taraweeh) ko nafal qarar diya hai. jo shakhs is mahine mein dil ki khushi se bator khood koi aik neik kaam kare ga woh doosre mahinon key farz key barbar ajar paye ga aur jo shakhs is mahine mein aik farz ada kare ga khuda is ko doosre mahinon key sattar farzon key barabar sawab bakhshe ga.Hazrat anas “ farmate hain aik saal ramzan aaya to nabi kareem S.A ne farmaya “ tum logon par iak mahinah aya hai jis mein aik raat hai jo hazar mahinon se afzal hai. Jo shakhs is raat se mehroom rah gia woh sare key sare khair se mehroom rah gia aur is raat ki khair o barkat se mehroom wahi rehta hai jo waqai mehroom hai.
more this
Ramzan ki Fazeelat
Ramzan ki Duain
Ramadn k Fazail
Ramadan Main krny k kaam
Roza Aftar krany ki Fazeelat

How to Download / Install

Download and install Ramzan Ul Mubarak version 1.0 on your Android device!
Downloaded 100+ times, content rating: Everyone
Android package: islamic.com.ramzaninam, download Ramzan Ul Mubarak.apk

All Application Badges

Free
downl.
Android
2.3+
For everyone
Android app

What are users saying about Ramzan Ul Mubarak

U70%
by U####:

Ramzan kareem kay khasosi inamaat. Best app for Ramzan ki fazilat and ramzan ki Ahmiat love this.

K70%
by K####:

Jo shakhs is raat se mehroom rah gia woh sare key sare khair se mehroom rah gia aur is raat ki khair o barkat se mehroom wahi rehta hai jo waqai mehroom hai. more this Ramzan ki Fazeelat Ramzan ki Duain Ramadn k Fazail Ramadan Main krny k kaam Roza Aftar krany ki Fazeelat


Share The Word!


Rating Distribution

RATING
0.05
0 users

5

4

3

2

1