About Shab e Barat Shabaan Fazilat
Shaban aur shab e barat k bary ma ek hadees me huzur sallallahu alayhi wasallam ne farmaya k shabaan mera mahina he or ramdan ALLAH ka mahina he.Shabaan Jo ke aam Logo me Shab e Baraat ke Naam se Mashoor hai , Uske Fazilat ke Mutalliq Daur e haazir ke Baaz Raushan Khiyaal Hazraat ka Nazariya hai ke Shab e Baraat se Mutalliq Jitni Riwayaat Kutub Ahadees me Milti hai , sabke sab Ya Yoh Mauzu aur Man-ghadak hai ya Shaheed Qism ki Zaeef hai.
Hazrat Muhammad (S.A) irshad farmate hain keh Shaban ul Muazzam ki 15 shab ki ibadat buhat afzal hai. Farmaya is shab ko allah tala apne bandon key liye be shumar darwaze apni rehmat key khool deta hai aur fermata hai keh kon hai jo aaj ki shab mujh se bakhshish talab kare aur mein is ko azab dozakh se nijat de kar is ki maghfarat karon farmaya aap ne keh is shab ki ibadat karne wale par dozakh ki aag Allah pak haram kar deta hai.
Download and install
Shab e Barat Shabaan Fazilat version 1.0 on your
Android device!
Downloaded 500+ times, content rating: Everyone
Android package:
islam.urdu.shab, download Shab e Barat Shabaan Fazilat.apk
by L####:
Nice app gud information