About Shehed Se ilaj
Kalonji Allah ki tarafse di gayi kayi hazaron naimaton mai se ek hai, jo bazahir to ek mamooli sa siyah (kaala) beej hai laikin iske bahut se fawahid hen. Is anmol Kalonji ke dane ke barey mai Irshad-e-Nabvi bhi hai ke isme maut ke siwa her chiz ke liye shifa hai.
Hum roz marrah ke mamlaat mai choti choti takaleef ko le ker pareshan rehte hen, bachon ko kay/matli hojana, sir mai dard hona, aankhon mai motia ho, kaan ka behrapan, is terhan ki takleef ka hal Kalonji ke terteeb war istemaal mai posheeda hai.
Is app mai hamare saarfen ke liye yehi nahi balkey bari bemarion se mutalik bhi elaj ki tadabeer batai hen jinme sugar jese amraaz ka bhi elaj shamil hai.
Behno ke liye bhi is app mai bahut se fayide shamil hen jaise ke girte baalon ka masla (hairfall), jild (skin) ki shadabi, daanton ki safai jese mufeed karamad totkey bhi shamil hen jo apki zindagi ko aur asan aur khushgawar bhi bana sakte hen aur apko pur-aitemad banne mai madad kersakte hen.
Bemarian zindagi ka aik hissa hein. aur phir aik tu bemari aur phir uper se us ka ilaj. aur woh bhi kisi mualij se. waqat bhi time bhi aur peisa bhi. sabh chezon ka zaya. aisay mein agar apna ilaj khud karne ka moqa milay tu kya hi baat hay.
Is app mein janiye ky kesay khud apna ilaj kia jaye. ghar ki aam se chezon se jesa kay lemon, sabzian, masalay, aur in jesi buhat si chezon se taqreeban reteen ki har bemari ka ilaj kijiye. peshab ruk ruk kay aata ho ya sar ka dard na jata ho. matli ki shikayat ho ya galay mein koi malsla ho, kharish se le kar pimples tak kay masail khud hal kijiye.
is app mein janiye shahed se har bemari ka ilaj. sar kay dard se paon tak ki takaleef se nijat hasil karen , aur apna ilaj khud karen.
Logoun main beemari aur kamzori ki kiya wajoohat hain? Wo kyon boht jaldi boorhay ho jaatay hain? Aur poori umer basar kernay say pehlay he mer jaatay hain. Akhir konsa aisa ilaj hai jis say kamzori aur beemari ghatt jaaye. Shortly, 3 wajoohaat hain jis say hamara mulk kamzoron, beemaron aur boorrhon ka gher ban raha hai:
1. Khoraak ka Naqs
2. Warzish say la perwaahi
3. Chaal Chalan ki Kharaabi
Download and install
Shehed Se ilaj version 1.0 on your
Android device!
Downloaded 1,000+ times, content rating: Everyone
Android package:
com.oneapptwoapp.shahadseilaj, download Shehed Se ilaj.apk