बेसिक शिक्षक परिवार डॉट कॉम for Android
हर खबर पर नजर
Do your work honestly
Useful and helpful. Thanks
Good
Jo shikshak hai wo ye app jarur download kare
प्राइमरी के अध्यापक एवं एम डी एम के लिए बहुत ही बढ़िया app है।
This app is very useful for every teacher.
Must download it
Its so useful for all.
Good
बहुत ही उपयोगी
Bap. Com
App is fabulous
बेहद उपयोगी Very nice app
Its Fantastic!
Best job
Very nice
Helpful
Nice
It's so useful and valuable apps. In this apps combo update of all educational services circulated by basic "shikshak parivar" all teachers and students must be download it.
All teachers and basic education employee must be download this app.thanks kamal sir to launching this valuable app.
Its so useful for all.
Very useful app
Good
Must download it
Very good app
Amazing informative app.
Owsum
Suprb
by R####:
Darashal is group me sabhi basic se sambandhit news nhi hoti h. Vishesh bat basic ki kya durdasha h kise se chhipa nhi. Basic shiksha me aaj top per kgbv school h jinhe jile ke adhikari samuchitna dhyan dete h aur matra unhe basic ke papo ko dakne se bhi baj nhi aate h nischit hi yeh Bahut durbhagy purn h. Mehnat kgbv staff kre aur credit jile ke adhikari aur nikamme vidyalayo ko Milta h.kgbv ko matra aarthik shoshan daily checking ke nam per fatkar tatha itne kam bughet me shahi suvidhaye aakhir ye adhikarigan kyo Isse anjan bante. Aaj kgbv basic schools ki ijjat banane ke Kary me prayog kee jati kyo. Are jiska karykram h use hi krne dena. Lekin we permanent h unka koi kya bigad padega hukm ke gulam to kgbv Wale h yadi jarurat nhi bhi h aur kbhi nhi aa sake to buri tarah se dhant aur samvida se nikalne ki dhamki milna tay h. Kbhi adhikari ye sochte h ki 24hrs Kary krne walo ke bhi Pariwar hair wah aaj jo mandey mil rha h usse uski aawasyak aawasyaktaye bhi nhi purn ho pati lekin hay ri berojgari aur yogyta ka itna apman shayad kisi ko Acharya bhale hi na ho Hume to yeh Bahut bura lgta h. In vidyalayo me anushashan bhi ek bada mudda h jile ke adhikari koi karywahi krte nhi ulta incharge ko hi updesh Diya jata h ki aapko vidyalay chalana nhi aata bus bat samapt. Seventh pay commission lagu ho chuka h Lekin in school teacher ki salary me koi ijafa nhi huwa aakhir kyo. Abto central aur rajya me ek hi party ki sarkar h. Ya to adhikari sahi tathy forward nhi krte ya govt Kuchh krna nhi chahti. Shashan Prashasan in schools aur inke teachers per bhi dhyan de sir aurunki nyayochit samasyawo ka nirakaran kre.