About Niswani Husn Ki Hifazat
Her zamanay main Pistaan ko husn ka markaz samjha gya hai aur haqeeqat bhi yahi hai key yeh pooray jism main sab say zyada jaazab e nazar bhi hotay hain. Aur in ki beauty say impress ho ke different pooets nay Pistaanon ko different alfaaz say tashbeeh di hai jesa keh: Zan Pewah makan gachay hooe ast which means k jis lasy key pistaan na hon os say shaadi na kro chahay woh hoor ki manind hi kyon na ho.
Is main koe shaq nahin kay Pistaan Aurat ki zahiri khoobsurati aur dilkashi main prominent kirdar adaa kertay hain. laikin yehi pistaan ager biggarr ker kisi beemari main mubtala hon jayen to mareeza ki jismani beauty per dhabba lag jata hai. Usually, mothers apni bachiyon kay pistaanon kay mutaliq tensed ho jati hain key yeh barhh nahin rahay. It is to be noted that Pistaan kay berhnay ki koe khaas umer nahin hoti rather iska inhisaar kaye baaton per hota ha.
Mukhtalif auraton ki chhatiyan shape and size kay lihaaz say mukhtalif hoti hain jis ki base per inhain four groups main divide kiya gya hai:
1. Piyala Numa like half orange
2. Little curvy like that of half of apple
3. Makhrooti
4. Bakri kay thann jaisi
Download and install
Niswani Husn Ki Hifazat version 4.0 on your
Android device!
Downloaded 1,000+ times, content rating: Everyone
Android package:
com.apexsoft.pistanonkihifazat, download Niswani Husn Ki Hifazat.apk
by F####:
Every girl must read