Araaish e Gaisu for Android
Yaad rakhiye! baalon ki kharaabiyan sirf khoprri hi main paida nahin hoti balkay oon ki roots bohat gehri hoti hain. In ka taluq aam jismani sehat say hota hai. Lehaza lotion, cream, roghan aur shampoo inhain door nahin ker saktay.
Baalon ka taluq aurat kay husan say he nahin, oos ki uumer say bhe hai. Aurat jo muddaton kamsin ehna chahti hai, baalon ko sufaid honay say bachati hai. Sufaid ho jaye to unhain rangti hain taa k umer kaa raaz faash na ho.....
Behr haal auton kay narmo mulayam baal sakoon o rahat ka samaan faraham kertay hain.
by Z####:
Use it