About Islam Main Ghurbat Ka ilaj
Tareekh kay her daur main yeh masla zair e behas raha. Tamaam mazahib nay apnay nuqta e nazar kay tehat is ka ilaj paish kiya hai. Islam ka economic system boht zyada wussat ka hamil hai. Is muskhtasir si kitab main Islami iqtasadiyaat kay oos makhsoos hissay say behas ki gaye hai jis ka taluq ghareebi aur uskay ilaj say hai jis main ghareebon kay haqooq aur khaas taur per unkay resources per roshni daali gye hai. Jin kay saharay samaaj ka yeh pasmaanda tabqa chain ka saans lay sakay.
Is main mukhtalif mazahab kay nazriyat kay zariye ghurbat ko discuss kiya gya hai:
Maseehi Moaqaf, Jabriya ka moaqaf, Khairaat say Ghareebi Ka ilaj, Sermaya daron ka moaqaf, fastaaee zahniyyat
.
Ghareebi aur Islam kay chapter main following topics discuss kiye gaye hain:
Ghurbat eeman kay liye khatra, Iska Ikhlaq per asar, insaani afqaar per asar, khandaan per asraat, samaaj per asraat, qismat ka bahana aur taqdeer ka sahih mafhoom, qanaat ka ghalat mafhoom, qanaat kiya hai, Ghareebi aur Khairaat, ishtarakiyat aur islam.
Download and install
Islam Main Ghurbat Ka ilaj version 2.0 on your
Android device!
APK Size: 44 MB, downloaded 1,000+ times, content rating: Everyone
Android package:
com.aafi.islammainghurbatkailaj, download Islam Main Ghurbat Ka ilaj.apk
by Q####:
Poverty eliviation