Hazrat Mehboob e ilahi R.A

Hazrat Mehboob e ilahi R.A Free App

Rated 4.50/5 (18) —  Free Android application by Aafi Technologies

Advertisements

About Hazrat Mehboob e ilahi R.A

Hazrat Mehboob e ilahi Sultan ul Mashaikh Khwaja Muhammad Nizam ud Din Auliya R.A kay dada Buzurgwar ka naam Khwaja Ali R.A aur nana buzurgwar ka naam Khwaja Arab R.A tha. yeh dono buzurg hazraat sadaat karaam main say thay. And there was very fast friendship between these two. Khwaja Arab R.A was a very rich person and ap kay paas laundiyan aur ghulam boht ziyada thay. Jo k Sanat o Harfat aur karobar e tijarat say daulat kamatay aut apnay aaqa ko day daitay.Jis say daulat bhi berhti rehti the. Yeh dono buzurg Bukhara kay rehnay walay thay. Pher badayoun chalay gaye aur wahin rehnay lagay. Oon hi dinon Khwaja Arab R.A nay apni ikloti baiti Rabia e Asar Hazrat Bibi Zulekha RA ki Shadi Khwaja Ali R.A kay sahabzaday Khwaja Ahmad R.A say ker di.

Hazrat Mehboob e Ilahi Safer kay mahenay kay aakhri budh ko paida howay aur Apka naam Khwaja Muhammad rakha gya aur Nizam ud Din apka laqab howa. Apki walida apko pyar say Nizam bulati hoti the.

Hazrat Mehboob e ilahi RA kay walid e majid Khwaja Ahmad maader zaad wali aur Alim e Ba amal thay. badshah nay apko Badayon ka Qazi e Shehar muqarrar ker diya tha. But ap ko is kaam say zara bhi lagao nahin tha thats why ap is mansab say jald hi alag ho gaye. Shab o roz zikr o fiqr aur mushahda haq main masroof rehtay aur yahi apka mehboob mashghala tha.

Hazrat Nizam ud Din R.A nay ibtidaae taleem badayoun say hasil ki aur pher taleem ki takmeel kay kiye Dehli aa gaye. Then he became spiritual disciple of Hazrat Masood dud Din Fareed Ganj Shakar RA. Hazrat Baba Fareed RA apki muhabbat kay istaqlaal ki qadar kertay thay. Aik din ap nay Hazrat Mhboob e Ilahi RA kay baray main farmaya:
"Ap jis bin bait howay that oos din jitni muhabbat mujsay kertay aj bhi otni hi kertay hai.

Hazrat Baba Fareef RA nay apko Kharqa e Khilafat ataa kiya aur Pher ap Dehli say hansi chalay gaye ushaaq e muhabbat ki quest kam kernay kay liye. Iss application main ap ki detailed sawaneh hayat shamil ki gaye hai aur apki taleemat bhi is main shamil hain.

How to Download / Install

Download and install Hazrat Mehboob e ilahi R.A version 4.0 on your Android device!
Downloaded 1,000+ times, content rating: Everyone
Android package: com.aafi.hazratnizamuddinauliya, download Hazrat Mehboob e ilahi R.A.apk

All Application Badges

Free
downl.
Android
4.0.3+
For everyone
Android app

App History & Updates

What's Changed
In the latest version 4.0 Privacy Policy has been included within the app.
Version update Hazrat Mehboob e ilahi R.A was updated to version 4.0
Version update Hazrat Mehboob e ilahi R.A was updated to version 2.0
More downloads  Hazrat Mehboob e ilahi R.A reached 1 000 - 5 000 downloads

What are users saying about Hazrat Mehboob e ilahi R.A

V70%
by V####:

plz make available offline version of these books now these are full of ads

C70%
by C####:

This type of app is good for viewers

C70%
by C####:

Mashaa allah allah mezeed kamyaabi day apko .

I70%
by I####:

I love olia Allah

C70%
by C####:

prefer to offline

Y70%
by Y####:

plz make available offline version of these books now these are full of ads

Q70%
by Q####:

subhanallah


Share The Word!


Rating Distribution

RATING
4.55
18 users

5

4

3

2

1