Khuda aur Mohabbat for Android
Khuda aur muhabhaat very very heart touch nawal...as ko party howe main durmyan main zror bor howa likin main bhot acha feel krta hoon as ko per ker aur apny dosto ko sunai
I love this novel but end buhat shocked raha Raheel bhi agar dobara se Islam qabool kar leita eneway uski mohabbat kamal thi
Boht dard bhri kahani h or poore muashre ki taweer dikhai gai h Mere pas koi Alfaz nahi iski tareef k lye. Ap log is story ko practically YouTube pr dekh skte hen.
Kia kahu lafz nai hen mere pass is novel ko khtm kiy 1 month ho gya he lekin har waqt Khulda,Raheel or sukkur mere zehn me ruka hua he amaizing novel.
Khuda or Mohabat I'am speech less. And hurt touching story.But Alas! .id kahani me Rahel ko us k ghror ki sza mlty hy.Q k us ny subr ni kia. Mgr hulda k character ki story me itna nqta ni tha. jis pr hulda ne Raheel ko hi us k gunahon ka zmedar qrar de dia. Wese hilda ko us ki saiki ka pta tha.but wo b us ko uski gltion k bare me bta skti thi .q k wo khty k wo shro hi se is islam se impress thi likn ni kia us ne .At last . Moral jesa kro ge wesa bhro ge.
Ak acha msg covey karny ki koshsh ki gae hai k mhbt me insan apna imaan bh khoo sakta hai islye sbse achi mohabbat ALLAH Ki hai!!!
Har cheez ki detail bohot zyada h. Story acchhi hai but rahil Naik namazi or Deen ki itni samajh rakhne k bawajud Aisa Karta h.cant believe???????????? Allah Na Kare Jo Kisi k Saath aisa ho. Duniya faani h.Allah Sab Kuch hai.
yar story bhot achi hy ..but end me sare gonah raheel k hese me ajata hy..end bhot bkvas hy..raheel pyar me bhot hado se bara tha aur holda ne Jo bathe pyar k izhar me kahi thi osse koi b nahi samaj skta tha..and ik larka itne salo se ose chaha magr pir b koch nhi mela ..bkvas tha last me
Jo kehty hyn k mohabbat aur Jung main sub Kuch jaiz Hai to es novel say ye bat bilkul ghalat sabit hoti hai ........
thodi xtra details hain but novel bht zabardast hai loved it but end thida different hota matlab agar wo fir islam ki taraf aajata although ye 1 fiction hai but rahil ki aqibat k barbad hone ka bht dukh hua
Khuda or mohabbat is a very interesting novel.waqai ye bohat sabaq aamoz hai or is k through meri knowledge me bht izafa howa hai. Me sub youngsters se kehna chahti hun plz ise zarur parhen.its very heart touching. Or mera ek question hai kia ye real story hai ya sirf ek novel? plz reply zarur kijien.
MoSt IrritatinG noVel...koi 14 sal ka lrKa aiSa bh hoTa.me ne pura nae prha pr prhne ki puri koshish ki..phr bnd kr dia jb khud pr hi gussa ane lga..Inexperienced wRitTeR
kuch concepts against islam diye gay...ALLAH PAK ki zaat k ilawa jo dusri jaghon se muraden puri kerne k bare main btaya gya totaly wrong...ik firqe ki tashree ki gei bs...
Asa kese mumkin h...???? Ye sachi kahani nhi ho sakti. I can't believe this ..but as a story its out standing
"";;Details kuch ziada hai...4 din mein mukammal parha lekin fabulous novel very sad story..and plzzzzZ reply that is this a real story.
This is best story of this noval but end not complete because raheel bad muslman howa ya nahe ye likhna chahye tha
Novel best ha dude...thora sa larky k haq men b rakhna tha...us bechary ko mara b nai lakin zinda b nai chora
Boht dard bhri kahani h or poore muashre ki taweer dikhai gai h Mere pas koi Alfaz nahi iski tareef k lye. Ap log is story ko practically YouTube pr dekh skte hen.
Hashim Nadeem, dude you re just awesome! What a novel you have written maan, nailed it ! I will be very thankful to you for giving us such a master-piece novel for reading. App is quite amazing. Heartiest thanks to those who made this app.
Me ne to 150 pages tak parha. Boht he fazool lga. Mezaro pe jana aur kuch mangna bilkul shirk he. Aur writer ne apne qabiliat jhaarne ke liye khah se kha tak likha he. Ye novel bilkul na parhe boht he bakwas he. Itna fazool novel me ne zindagi me nahi parha
This is my first ever novel that I have read.While reading this novel,it seemed everything was happening in front of my eyes.Beautifully put into the words...
Allah ny raheel ki muhabbat yo dal e di thi khlda k dil main..lekin Raheel apny Rab ki muhabbat e na pehchan ska..beshak jo Allah ka na ho sky osy kuch nai milta
Lekin end me ager raheel be dobra muslim ho ker in ke family me shamil ho jata to .....?
Bahot hi Alla alfaz ka chano keya geya hy agr koi es ko samjh saky to es main bhot hi sabaq hy
Ye app download na kareen ...ye bas apbete hay novel nahee hay koe aur he stories dee hoe hay
Please edit it
The story as well as the app is best. U will never feel of time wasting after reading it because it's not only a love story but also have alot of information. And u feel like u r reading a real book becàuse its pictures of real novel n u can also zoom while reading,bookmark ur favorite page n share it also
Superbbbbb. .... plz asay novels likh k bqion ka to pta ni but Mry knowledge mn azafa krty rahain ap writers. ....Thanks
Khalada agr raheel sai muhabbat karti thi, to usay rahel ko azmana nahi chaheay tha, muhabbat karne wale ko to muashra azamata hai,
Best novel ever read. Riya... ap khuda se jo chaho mang sakty ho. Wo na sirf db ki sunta ha balkay sb kuch dunta ha.
is story parhna k lia bahat bara Dil ki zrort ha ………… is kahani ma bohat acha sabaq ha lakin isa sirf kuch log he samaj sakta hain
Allah ham sab ka khatma eman aur islam par karay ameen
Excellent novel... Allah aur US k Rasool SAW se mohabat sbse pehle... Baki sb kch baad mein, yehi asool hoga to sb kch miley ga aur jo nhi bhi miley ga phr Allah us se behtar he de ga.
Yr is me lrka bht mehnat krta ha likin end pura ni btaya gia kia raheel sari Umer Muslim ni hota ..thora end lrky ke haq me bi hona chahiy tha MRA ni khial ke koi is had tq ja skta ha jb khalda usy dobara ni milti to raheel phr bi Muslim ni hota ..interesting
Teaches us reality.. jo b Allah k khilaf jaega Allah har iske muqqadar me likh denhe
It's a very nice story. But there is only one problem that it should have a rotate option
RIYA i think mangna chahye..bcz jis se muhbat hai use mangna galat nhen..bs use jaiz treeke se mango..relationz mien kuch nhen..us k sath zindge ka sfar mango..or sb Allah p chor do
Love it
Congratulations to Gillani sb for such marvelous creation,,,
by M####:
Bahut c nobel parhey.muhabbat c vasta rha aur hy.yeh novel suppur.v.good.hart touching hy.bs page 96 p Khuda k bary as muslim sahee nahin lekha.zulfiqar sb.V.great....from.M.aslam